Girte hain log garmi-e bazaar dekh kar, sarkaar dekh kar meri sarkaar dekh kar. Aawaargi ka shouk bhadakta hai aur bhi, teri gali ka saaya-e deewaar dekh kar. Taskin-e dil ki ek hi tadbeer hai faqat, sar phod leejiye koi deewaar dekh kar. Hum bhi gaye hain hosh se saaqi …
Read More »Aanis Moeen | Ho Jaayegi Jab Tum Se Shanasaai Zara Aur !!
Ho jaayegi jab tum se shanasaai zara aur, badh jaayegi shayad meri tanhaai zara aur. Kyon khul gaye logon pe meri zaat ke asraar, aey kaash ki hoti meri gehraai zara aur. Phir haath pe zakhmon ke nishaan gin na sakoge, ye uljhi hui door jo suljhai zara aur. Tardeed …
Read More »Mirza Ghalib | Apni Gali Mein Mujhko Na Kar Dafn Baad-E-Qatl !!!
Apni Gali Mein Mujhko Na Kar Dafn Baad-E-Qatl Mere Pate Se Khalq Ko Kyuun Tera Ghar Mile !!!!
Read More »Mirza Ghalib Poetry | Warasta Us Se Hain Ki Mohabbat Hi Kyon Na Ho
Waarasta uss se hain ki mohabbat hi kyon na ho, keeje humare saath adaawat hi kyon na ho. Chhoda na mujh mein zof ne rang ikhtilaat ka, hai dil pe baar naqsh-e-mohabbat hi kyon na ho. Hai mujh ko tujh se tazkira-e-ghair ka gila, har-chand bar-sabil-e-shikaayat hi kyon na ho. …
Read More »Hai Kushaad-E-Khaatir-E-Wa-Basta Dar Rahn-E-Sukhan….
Yaad hai shaadi mein bhi hungama-e-ya-rab mujhe, subha-e-zaahid hua hai khanda zer-e-lab mujhe. Hai kushaad-e-khaatir-e-wa-basta dar rahn-e-sukhan, tha tilism-e-qufl-e-abjad khaana-e-maktab mujhe. Yaa rab iss aashuftagi ki daad kis se chaahiye, rashk aasaaish pe hai zindaaniyon ki ab mujhe. Taba hai mushtaaq-e-lazzat-ha-e-hasrat kya karun, aarzoo se hai shikast-e-aarzoo matlab mujhe. Dil …
Read More »Yeh Dard Ke Tukre Hain, Ashaar Nahi Saag
Yeh Dard Ke Tukre Hain, Ashaar Nahi Saaghar Hum Kaanch Ke Dhaage Mai Zakhmon Ko Pirotey Hain.. ` Aao Kisi Shab Mujhe Toot Ke Bikharta Dekho Meri Ragon Mai Zehr Judaai Ka Utarta Dekho Kis Kis Adaa Se Tujhe Maanga Hai Khuda Se Aao Kabhi Mujhe Sajdon Mai Sisakta Dekho.. …
Read More »